Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai || Barkate Raza


Hazrat Mola Ali Ki Shaan E Aqdas Me Likha Gaya Yeh Nihayat Hi Khubsurat Aur Mashhoor Manqabat Kalam Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Ahmad Ali Hakim Ka Ek Azeem Nazrana Hai. Is Pyare Kalam Ke Zariye Tajdar E Wilayat Ki Azmat Aur Quran Se Unke Gehre Rishte Ka Zikr Nihayat Hi Umdah Andaaz Me Kiya Gaya Hai.

Naat InformationDetails
Naat TitleMere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai
Poet / WriterAhmad Ali Hakim
CategoryManqabat e Mola Ali
Naatkhawan / ReciterMuntazir Hassan Nagri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Lyrics In Roman

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai
Kul Iman Ka Iman Se Mizaj Milta Hai

Jo Karbala Mein Thi Goonji Usi Azaan Ki Qasam
Mere Ali Ka Azaan Se Mizaj Milta Hai

Sakha Mein Aur Ata Mein Yeh Ek Jaise Hain
Batao Aisa Kahan Se Mizaj Milta Hai

Jo Sabr E Zehra Ko Dekha To Phir Yaqeen Aaya
Hasan Hussain Ka Maan Se Mizaj Milta Hai

Hai Chhe Mahine Ka Lekin Rubaab Se Poocho
Ke Apne Bhai Jawan Se Mizaj Milta Hai

Baghair Rab Ki Wahi Ke Jo Bolta Hi Nahin
Nabi Ka Rab Ki Zuban Se Mizaj Milta Hai

Kisa Ke Neeche Jo Hakim Wujood Baithe Hain
Sabhi Ka Jaane Jahan Se Mizaj Milta Hai

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Lyrics In Hindi

मेरे अली का क़ुरआन से मिज़ाज मिलता है
कुल ईमान का ईमान से मिज़ाज मिलता है

जो कर्बला में थी गूंजी उसी अज़ान की क़सम
मेरे अली का अज़ान से मिज़ाज मिलता है

सख़ा में और अता में ये एक जैसे हैं
बताओ ऐसा कहाँ से मिज़ाज मिलता है

जो सब्र-ए-ज़हरा को देखा तो फिर यक़ीन आया
हसन हुसैन का माँ से मिज़ाज मिलता है

है छह महीने का लेकिन रुबाब से पूछो
के अपने भाई जवां से मिज़ाज मिलता है

बग़ैर रब की वही के जो बोलता ही नहीं
नबी का रब की ज़ुबाँ से मिज़ाज मिलता है

किसा के नीचे जो हाकिम वजूद बैठे हैं
सभी का जान-ए-जहाँ से मिज़ाज मिलता है

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Lyrics In Urdu

میرے علی کا قرآن سے مزاج ملتا ہے
کل ایمان کا ایمان سے مزاج ملتا ہے

جو کربلا میں تھی گونجی اسی اذان کی قسم
میرے علی کا اذان سے مزاج ملتا ہے

سخا میں اور عطا میں یہ ایک جیسے ہیں
بتاؤ ایسا کہاں سے مزاج ملتا ہے

جو صبرِ زہرا کو دیکھا تو پھر یقین آیا
حسن حسین کا ماں سے مزاج ملتا ہے

ہے چھ مہینے کا لیکن رباب سے پوچھو
کہ اپنے بھائی جواں سے مزاج ملتا ہے

بغیر رب کی وحی کے جو بولتا ہی نہیں
نبی کا رب کی زباں سے مزاج ملتا ہے

کسا کے نیچے جو حاکم وجود بیٹھے ہیں
سبھی کا جانِ جہاں سے مزاج ملتا ہے

Leave a Comment