Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)Maula Ali Ke Noor E Nazar Ho (X2) Pyaare Nabi Ke Lakhte Jigar Ho (X2) Hum Par Inayat Shaam O Shahr Ho Saiyad E Mohtaram Kardo Kardo Karam (X3) Mere Khwaja Piya (X2)Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)Usman Ke Pyaare Dukhiyo Ke Waali (X2) Koi Bhikari Koi Sawali (X2) Dar Se Tumhare Lauta Na Khali Tum Ne Sab Ko Diya Sadqa E Chistiya (X2) Tum Ne Sab Ko Diya Khwaja Sab Ko Diya (X2) Sadqa E Chistiya
Mere Khwaja Piya (X2) Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)
Jisne Bhi Tumko Dukh Me Pukara (X2) Usko Diya Hai Tum Ne Sahara (X2) Mera Bhi Daman Bhar Do Khudara Waliye Bekhasa Khwaja E Khwajga (X2) Mere Khwaja Piya (X2)
Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)
Yaad Jab Aay Tumri Nagariya Chanda Ki Jaisi Dholi Atariya Tadpu Mai Jaise Jal Bin Machaliya Ab To Kirpa Karo Haat Sar Pe Dharo (X2) Khwaja Kirpa Karo
Mere Khwaja Piya Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)
Nusrat Hai Tum Par Qurban Khwaja (X2) Hum Sab Kahe Yeh Arman Khwaja (X2) Kardo Is Ummat Pe Ehsaan Khwaja Ek Nazar Daal Do Mushkile Taal Do (X2)
Mere Khwaja Piya Tum Ho Jane Ali Data Hindal Wali Mere Khwaja Piya (X2)