Khuda ki azmatain kya hain Mohammad Mustafa jane Lyrics

Kiya Majal Kisi Ki Jo Sarkar Ki Barabari Kare Lyrics

 

 

kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare
ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai.

sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare
pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai

mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare
mangta aya jo wo sultan ho jai

sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare
sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai

namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare
sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey

ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere
taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai

sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre
Madine mein iska lasha dafn ho jai

Sharing Is Caring:

Leave a Comment