Kamli Wale Main Qurbaan Teri Shaan Par Lyrics

Kamli Wale Main Qurbaan Teri Shaan Par Lyrics

 

Kamli wale main qurbaan teri shaan par-Siddiq Ismail

Kamli wale main qurbaan teri shaan par

Sab ki bigri banana tera kaam hai

Thokerein kaa ke girna mera kaam hai

Har Qadam par uthana tera kaam hai

 

Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par

Ho nigaa karam apne khudaam par

Chor di ham ne kasthi tere naam par

Abb kinare lagana tera kaam hai

 

Zulm janoo pei jab baha kar lii

Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi

Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye

Abb unne bakhshiwana tera kaam hai

 

Puri Sarkar ki tamanna karo

Har bekaari ki Daata jii jholi bar do

Door Taiba se roote tarapte hai jo

In ko dar pei bulana tera kaam hai

 

Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe

Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe

Teri Mehboob chokhat salamat rahe

Kinz rehmat lotana tera kaam hai

 

Tu ne katroun ko dekha to gir kar diya

Tu ne zarooun ko dekha to zar kar diya

Tu ne Habshi ko rishq-e-kahar kar diya

ultha suraj piraana tera kaam hai

 

Kis se ja kar Saha dil ki haalat kahe

Kis se jaa kar ye faryaad saaim kare

Teri naatein sunana mera kaam hai

Mere gham ko mitana tera kaam hai!

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment