Bargah E Risalat Maab Mein Padhne Ke Liye Ye Noorani Naat E Paak Dil Ko Imaan Ki Roshni Se Bhar Deti Hai. Is Kalam Mein Huzoor E Akram Ki Azmat Aur Dushmanan E Deen Ki Haqeeqat Ko Badi Jurrat Aur Bayan Ke Saath Paish Kiya Gaya Hai. Padhne Walon Ke Dil Mein Ishq E Rasool Ka Jazba Bedaar Hota Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Likhe Jo Naat E Paak Ke Misre Naye Naye |
| Poet / Writer | Zainul Abedin Kanpuri |
| Category | Naat Shareef |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Likhe Jo Naat E Paak Ke Misre Naye Naye Lyrics In Roman
Likhe Jo Na’at E Paak Ke Misre Naye Naye
Qur’an Ne Diye Humein Nukte Naye Naye
Allah Ke Rasool Ki Chowkhatt Pe Dekhiye
Har Roz Aa Rahe Hain Farishte Naye Naye
Sarkaar E Do Jahaan Ke Nawaase Ke Waaste
Jibreel Laaye Khuld Se Jore Naye Naye
Chaudah Sau Saal Pehle Kahaa Tha Huzoor Ne
Ahl E Khabees Laayenge Fatwe Naye Naye
Seene Pe Haath Baandh Ke Parhte Hain Ye Namaaz
Eejaad Kar Rahe Hain Tareeqe Naye Naye
Gangohi Thaanvi Kabhi Dagwi Ki Shakl Mein
Nazdeek Pehen Ke Aayenge Choole Naye Naye
Gustakh E Mustafai Ki Pitaayi Ke Waaste
Hum Ne Bigho Ke Rakhe Hain Jhoote Naye Naye
Inn Najdiyon Ke Paas Hain Kawwe Naye Naye
To Hum Sunniyo Ke Paas Hain Murghe Naye Naye
Likhe Jo Naat E Paak Ke Misre Naye Naye Lyrics In Hindi
लिखे जो नात ए पाक के मिसरे नये नये
क़ुरआन ने दिए हमें नुकते नये नये
अल्लाह के रसूल की चौखट पे देखिए
हर रोज़ आ रहे हैं फ़रिश्ते नये नये
सरकार ए दो जहां के नवासे के वास्ते
जिब्रील लाये ख़ुल्द से जोड़े नये नये
चौदह सौ साल पहले कहा था हुज़ूर ने
अहले ख़बीस लायेंगे फ़तवे नये नये
सीने पे हाथ बांध के पढ़ते हैं ये नमाज़
ईजाद कर रहे हैं तरीक़े नये नये
गंगोही थानवी कभी दाग़वी की शक्ल में
नज़दीक पहन के आयेंगे चूले नये नये
गुस्ताख़ ए मुस्तफ़ाई की पिटाई के वास्ते
हम ने भिगो के रखे हैं जूते नये नये
इन नज्दियों के पास हैं कौवे नये नये
तो हम सुन्नियों के पास हैं मुर्ग़े नये नये
Likhe Jo Naat E Paak Ke Misre Naye Naye Lyrics In Urdu
لکھے جو نعتِ پاک کے مصرعے نئے نئے
قرآن نے دیے ہمیں نقطے نئے نئے
اللہ کے رسول کی چوکھٹ پہ دیکھیے
ہر روز آ رہے ہیں فرشتے نئے نئے
سرکارِ دو جہاں کے نواسے کے واسطے
جبرائیل لائے خلد سے جوڑے نئے نئے
چودہ سو سال پہلے کہا تھا حضور نے
اہلِ خبیث لائیں گے فتوے نئے نئے
سینے پہ ہاتھ باندھ کے پڑھتے ہیں یہ نماز
ایجاد کر رہے ہیں طریقے نئے نئے
گنگوہی تھانوی کبھی داغوی کی شکل میں
نزدیک پہن کے آئیں گے چولے نئے نئے
گستاخِ مصطفائی کی پٹائی کے واسطے
ہم نے بھگو کے رکھے ہیں جوتے نئے نئے
ان نجدیوں کے پاس ہیں کوّے نئے نئے
تو ہم سنیوں کے پاس ہیں مرغے نئے نئے