Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain Lyrics || Barkate Raza


Ye Pyari Hamde Pak Rab E Kainaat Ki Azmat Aur Us Par Kamukammal Bharosa Rakhne Ka Paigham Deti Hai. Is Kalame Pak Mein Mushkilon Ke Samne Khuda Ki Badaee Aur Azmat Ka Khubsurat Zikr Kiya Gaya Hai. Is Imandari Aur Honsla Afzai Se Bhare Kalame Pak Ko Padhiye Aur Apne Dil Ko Yaqeen E Kamil Se Munawwar Kijiye.

Naat InformationDetails
Naat TitleYe Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain
Poet / WriterUnknown
CategoryHamd Sharif
Naatkhawan / ReciterOwais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain Lyrics In Roman

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain
Ye Mushkilon Se Keh Do Mera Khuda Bada Hai

Aati Hain Aandhiyan To Kar Un Ka Khair-Maqdam
Toofaan Se Hi To Ladne Khuda Ne Tujhe Ghada Hai

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain
Ye Mushkilon Se Keh Do Mera Khuda Bada Hai

Agni Men Tap Ke Sona Hai Aur Bhi Nikharta
Durgam Ko Paar Kar Ke Himaalay Koi Chadha Hai

Laaegi Rang Mehnat Aakhir Tumhaari Ik Din
Hoga Wishaal Taruwar Wo Beej Jo Pada Hai

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain
Ye Mushkilon Se Keh Do Mera Khuda Bada Hai

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain Lyrics In Hindi

ये मत कहो ख़ुदा से मेरी मुश्किलें बड़ी हैं
ये मुश्किलों से कह दो मेरा ख़ुदा बड़ा है

आती हैं आँधियाँ तो कर उन का ख़ैर-मक़दम
तूफ़ाँ से ही तो लड़ने ख़ुदा ने तुझे घड़ा है

ये मत कहो ख़ुदा से मेरी मुश्किलें बड़ी हैं
ये मुश्किलों से कह दो मेरा ख़ुदा बड़ा है

अग्नि में तप के सोना है और भी निखरता
दुर्गम को पार कर के हिमालय कोई चढ़ा है

लाएगी रंग मेहनत आख़िर तुम्हारी इक दिन
होगा विशाल तरुवर वो बीज जो पड़ा है

ये मत कहो ख़ुदा से मेरी मुश्किलें बड़ी हैं
ये मुश्किलों से कह दो मेरा ख़ुदा बड़ा है

Ye Mat Kaho Khuda Se Meri Mushkilen Badi Hain Lyrics In Urdu

یہ مت کہو خدا سے میری مشکلیں بڑی ہیں
یہ مشکلوں سے کہہ دو میرا خدا بڑا ہے

آتی ہیں آندھیاں تو کر ان کا خیر مقدم
طوفاں سے ہی تو لڑنے خدا نے تجھے گھڑا ہے

یہ مت کہو خدا سے میری مشکلیں بڑی ہیں
یہ مشکلوں سے کہہ دو میرا خدا بڑا ہے

اگنی میں تپ کے سونا ہے اور بھی نکھرتا
درگم کو پار کر کے ہمالیہ کوئی چڑھا ہے

لائے گی رنگ محنت آخر تمہاری اک دن
ہوگا وشال ترور وہ بیج جو پڑا ہے

یہ مت کہو خدا سے میری مشکلیں بڑی ہیں
یہ مشکلوں سے کہہ دو میرا خدا بڑا ہے

Leave a Comment