Nabi Ke Shehar Mein Jaun || Barkate Raza


Naat Shareef Ki Is Haseen Mehfil Mein Aaj Hum Aap Ke Liye Allama Azizullah Ghalib Ka Likha Aur Hafiz Abdur Razzaq Ka Padha Hua Kalam ‘Nabi Ke Shehar Mein Jaun’ Pesh Kar Rahe Hain. Is Kalam Mein Madina Ki Galiyon Ki Barkat Aur Dil Ke Sukoon Ki Tadap Ko Behad Dil-Kash Andaaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Se Bhari Naat E Paak Ko Padhein Aur Apne Dilon Ko Roshan Karen.

Naat InformationDetails
Naat TitleNabi Ke Shehar Mein Jaun
Poet / WriterAzizullah Ghalib
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterHafiz Abdur Razzaq
Book NameBarkate Raza Naat Book

Nabi Ke Shehar Mein Jaun Lyrics In Roman

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ka Naam Likhta Hun
To Aab-E-Zar Se Likhta Hun

Deewana Unka Kahlaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Ziyarat Roza-E-Aqdas Ki
Khwabon Mein Hi Karta Hun

Haqeeqat Mein Wahan Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Tamanna Hai Yahi Dil Mein
Nabi Ke Roza-E-Athar Par

Main Haal-E-Dil Suna Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Tasawwur Mein Madina Hai
Nazar Mein Bhi Madina Hai

Khyaalon Mein Hi Kho Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Ki Galiyan
Bahot Pakizah Hoti Hain

Main Ghalib Usmein Kho Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Na Wapas Mud Ke Main Aaun
Sukoon-E-Qalb Mein Paun

Nabi Ke Shehar Mein Jaun Lyrics In Hindi

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी का नाम लिखता हूँ
तो आबे ज़र से लिखता हूँ

दीवाना उनका कहलाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

ज़ेयारत रौज़ाए अक़दस की
ख्वाबों में ही करता हूँ

हक़ीक़त में वहाँ जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

तमन्ना है यही दिल में
नबी के रौज़ाए अतहर पर

मैं हाले दिल सुना आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

तसव्वुर में मदीना है
नज़र में भी मदीना है

ख्यालों में ही खो जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर की गलियाँ
बहुत पकीज़ह होती है

मैं ग़ालिब उस मे खो जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

नबी के शहर में जाऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

न वापस मुड़ के मैं आऊँ
सुकुने क़ल्ब मैं पाऊँ

Nabi Ke Shehar Mein Jaun Lyrics In Urdu

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کا نام لکھتا ہوں
تو آبِ زر سے لکھتا ہوں

دیوانہ اُن کا کہلاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

زیارت روضۂ اقدس کی
خوابوں میں ہی کرتا ہوں

حقیقت میں وہاں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

تمنّا ہے یہی دِل میں
نبی کے روضہ اطہر پر

میں حالِ دل سنا آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

تصوّر میں مدینہ ہے
نظر میں بھی مدینہ ہے

خیالوں میں ہی کھو جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر کی گلیاں
بہت پاکیزہ ہوتی ہیں

میں غالب اُس میں کھو جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نبی کے شہر میں جاؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

نہ واپس مڑ کے میں آؤں
سکونِ قلب میں پاؤں

Leave a Comment